Thursday 12 January 2012

College Life Masti SMS

1.

A friend is someone who sees your first tear,
catches second and stops third,
if the fourth one still comes…
slaps you and says…
NAUTANKI BAND KAR SAMJHA……
-Sayarilover
...................................................................

2.

nazar chahti hai didar karna,
dil chahti hai unhe pyar karna,
kya sunau apne dil ka aalam,
nasib me likha tha unka intezar karna…
...................................................................

3.

Lekar hum dusro ki hasi kya karen,
jo nahi apni wo khushi lekar kya kare,
tanha jeene se behtar hai mar jaye hum,
par koi apni duaon me hamari lambi umar mang rakha hai to hum kya kare

..................................................................

4.

Pyaase ko ek katra paani kaafi hai,
ishq me chaar pal zindagi kaafi hia,
dubne ko samandar me kaun jaye,
unki palko se tapka wo pani hi kaafi hai......
.................................................................

5.

Bhula sakta to kab ka bhula diya hota,
mita sakta to kab ka mita diya hota,
tumhe kya pata ki kitna dard dete hai ye yaaden,
bata sakta to kab ka bata diya hota..
................................................................

0 comments:

Post a Comment